Madadgar Machli Wala | Acha Bhoot


Ek baad ek machuhara machli pakne ke liye samudar par gaya. Achanak ek tej lahar aayi or uski naav samundar me aage nikal gayi. machuhara apna santulan kho gaya or vo samundar me dub gaya. Ek ghatna ke kafi samay baad ek baar jhahaaj bahut sare yatra ko leke jaa raha tha. 

Jhahaaj ke kaptan ke paas Jaake machuhare ki aatma ne kaha aap jaake jhahaaj ki disha ko thik kare kaptan ne dekha to paya ki uska jhahaaj kisi alag disha ki or jaa raha hai or kaptan ki aankhen soon reh gayi or dekha ki machuhara achanak hi kahi gayab hogya or bola jisne itne saare logo ki sahayta ki vo palak jhapakte hi gayab hogya or aajtak is rahasya ka patta nhi chal paya.

Previous Post Next Post